Tiếp theo

Punishment Of Zina In Islam | Islam Mein Zina Ki Saza Kya Hai | Dr Israr Ahmed Very Emotional Bayan

2 Lượt xem· 12/10/24
admin
admin
Người đăng ký
0

is clip ma dr israr Ahmed punishment of zinah in islam aur islam mein zina ki saza kya hai byaan kar rahy hain quran aur hadith ki roshni ma byaan kar rahy hain lakin dono ma surah ahzab ki ayat number 35 imaan ki haqeeqat aur islam ki kafyat k bary ma zinah karni wali ourat ho ya zinah karny wala mard ho her aik ko in ma se 100 100 kodhy mary jaye aur tumahin allah k is deen k mamly ma na rook dy koi shy unk upper mahrbani k rasty se ye allah ka deen ha allah ki sharyat ha ye allah ki had ha aur is had ijrah ma kisi ki hamdardi kisi k sath tumhara taluq tumhari dil ki narmi tumhari shafqat ye kahi adhy na ajaye ager tum imaan rakhty ho allah per aur yum-e-akhirat per ye jo had ha wo ha zani zania jo gair shaadi shuda houn is k lye 100 kodhy jo had ha ye quran ma aya ha zani aur zania ager shaadi shuda hain tu us ki had quran ma nahi ha lakin wo sunnat-e-rasool SAW se sabit ha aur shrtay islami ki jo sources hain us ki aik bunyad ha allah ki kitab aur dosri independent quran majeed se azaad ho kar aik mustaqil bunyad ha rasool SAW radam ka jo hukam ha wo sunnat se ha jesa k ma apko bata chuka houn houn ye us qaidy kulia k tahat ha k sabiqa sharyat ma shryat musni ma baz ahkam wo thy k jin ki nafi nahi aye ha aur huzoor SAW ny jin ko jo ka tuh is ummat k lye nabi jari rakha ha un ma se 2 hukam buhaat aham hain aik qatly murtad ka hukam ha aur dosry zania jo shaadi shuda ho us k sansar kar jany ka hukam ha jan unko saza di jarahi ho us waqt wo dhaky aur mujood rahy kuch log ahly imaan ma se yani k public ma se haoun

Loại :    
Cho xem nhiều hơn

 0 Bình luận sort   Sắp xếp theo


Tiếp theo