次に

ASK 280

1 ビュー· 01/28/25
admin
admin
加入者
0

In this clip Dr Israr Ahmed ne samjhaya ke Islam mein ek se zyada shaadi jaiz hai, lekin Pakistani muashra ise pasand nahi karta. Iski wajah hamara Hinduana pas-e-manzar hai, jahan ek se zyada shaadi mana thi. Arab muashray mein sab bachay barabar hote hain, magar hamare yahan "sutela" pan ka concept aa gaya hai. Islam ke mutabiq ye ghalat tasawwur hai.

カテゴリー :    
もっと見せる

 0 コメント sort   並び替え


次に